Salatul Tasbih Namaz Ka Tariqa
Salatul Tasbih is a nafl prayer that consists of four raktas where one has to recite the tasbih 300 times. Method of Salatul tasbih or Salatul Tasbih Namaz Ka Tariqa is given on this page to help out people looking forward to performing Salatul Tasbih namaz. There are so many benefits of Salatul Tasbih that it is also known as the prayer of forgiveness.
Salatul Tasbih Namaz intehai ba-barkat namaz hai. Jo shakhs yeh namaz parhay ga is ke tamam gunah baksh diye jaye ge. Salatul Tasbih namaz ya Salat o Tasbih namazka tariqa yeh hai.
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَر –
Subhan Allahi Wal Hamdulillahi Wa La ilaha illallahu Wallahu Akbar
Salatul Tasbih Namaz Ka Tariqa in Roman
• Pehli Rakat mai takbeer e tehreema aur sana ke bad 15 martaba tasbih parhain.
• Surah e Fateha aur is k baad koi bhi surah ki tilawat ke bad aur Ruku sy pehly 10 martaba tasbih parhain.
• Ruku mai subhaana rabbaiyal azeem ke bad 10 martaba yeh tasbih parhain.
• Ruku mai kharay hony ke baad yani qoma mai 10 martaba tasbih parhain.
• Pehly sajdey mai Subhana Rabbi al-Aala ke bad 10 martaba tasbih parhain.
• Dono sajdon ke darmiyan 10 martaba aur dusry sajday mai Subhana Rabbi al-Aala ke bad 10 martaba.
• Isi tarhan 4 rakat namaz mukamal karain.
Khayal rahy ke khary hony ki halat mai Surah Faheha sy pehly 15 martaba upar wali tasbih parhy. Baki sb jgha 10 bar yeh tasbih parhy. Har rakat mai 75 martaba tasbih parhi jaye gi aur 4 rakaton maitasbih ki ginti 300 martaba hogi.
How to perform Salatul Tasbih Salat al-Tasbih is a very blessed prayer. Whoever offers this prayer, all his sins will be erased and he will be forgiven.
This prayer called Salatul Tasbih or Salat o tasbih is performed in four rak’ats at a time. It can be performed in any part of the day and night except the abominable times of sunrise and sunset and sunset keeping in view the forbidden times of prayer.
Below is the right way to perform this namaz: The Tasbih to be read in Salaat-Ul-Tasbih is:
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَر –
Subhan Allahi Wal Hamdulillahi Wa La ilaha illallahu Wallahu Akbar
• In the first rakat after Takbeer e Tehreema and sana, recite the tasbih 15 times.
• Now recite Surah e Fateha and any other surah, and then read the tasbih 10 times.
• Now do Ruku and recite the tasbih 10 after saying subhaana rabbaiyal azeem.
• After Ruku in Qayam position recite tasbih 10 times.
• Go to Sajdah and recite the tasbih 10 times after saying Subhana Rabbi al-Aala.
• Recite 10 times tasbih between both Sajday.
• Again go for sajdah and recite 10 times tasbih after saying Subhana Rabbi al-Aala.
Complete the Salatul Tasbih namaz’s 4 rakat in the same pattern.
In each Rakaht 75 times and a total of 4 rakats 300 times, the tasbih would be recited.